Mohabbat Ka Safar Main
Mohabbat k safar mein koi
bhi rasta nahi deta,
zameen waqif nahi banti falak saya nahi deta!
Khushi or dukh k mosam sab k apnay apnay hotay hain,
kisi ko apnay hissay ka koi lamha nahi deta!
Udasi jis k dil mein ho, usi ki neend urrti hai,
kisi ko apni ankhon ka koi sapna nahi deta!
Uthana khud hi perrta hai thaka toota badan apna,
k jab tak saans chalti hai, koi kandha nahi deta!!

……………………………………………………………………………………
Muhabat hum bhi kr len
gay
Yeh galti tm bhi kr lena
Chalo tm hi se kr len gay
Kisi se tm bhi kr lena
Tumhe hum dost kehte hain
To Muhsin mashwra den gay
Muhabat tm ne krni hai
Suno! Hum hi se kr lena.
Yeh galti tm bhi kr lena
Chalo tm hi se kr len gay
Kisi se tm bhi kr lena
Tumhe hum dost kehte hain
To Muhsin mashwra den gay
Muhabat tm ne krni hai
Suno! Hum hi se kr lena.
…………………………………………..
BE - WAFA
Ainay Say Riha Karay Koi
. . .
Mujhko , Mujhsy Juda Karay Koi . . !
Be-Basi Jaan Lainay Lagti Hai . . .
Jo Naa Roye To Kya Kary Koi . . ?
Shidat-e-Gham Ko Jan'ny k Liye . . .
Kaash Aankhain Parha Karay Koi . . !
Ab Ye Dil Hai k Main Rahun Khush Aur . . .
Mere Gham Main Raha Karay Koi . . !
Rokti Hai ANAA Ye Kehnay Say . . .
Mere Dukh Ki Dawa Karay Koi . . !
Be-Wafai k Surkh Mosam Main . . .
Kya Kisi Say Wafa Karay Koi . . !

…………………………………………….
Jo mananay k fun se waqif
hon
Wohi aksar khafa bhi hotay hain. . !
Jo baray ba-wafa se dikhty hain
Wo baray be-wafa bhi hoty hain
Jo theherty hain zeest ka haasil
Wohi lamhay saza bhi hoty hain
Hum ko itni khabar nahi hoti
Hum kisi ki dua bhi hoty hain
Jo bicherny ka wehem rakhtay hain
Wohi aksar juda bhi hoty hain. . !
Wohi aksar khafa bhi hotay hain. . !
Jo baray ba-wafa se dikhty hain
Wo baray be-wafa bhi hoty hain
Jo theherty hain zeest ka haasil
Wohi lamhay saza bhi hoty hain
Hum ko itni khabar nahi hoti
Hum kisi ki dua bhi hoty hain
Jo bicherny ka wehem rakhtay hain
Wohi aksar juda bhi hoty hain. . !
…………………………………………………….
Jaa Dus Day Dilbar Maahi
Nu . . .
Maytho'n Yaar Bhulaaya Jaanda Nai . . !
Sir Rakh K Yaar Day Kadmaan Wich . . .
Mur Fayr Uthaaya Jaanda Nai . . !
Jad RAB , RaSOOL , Quraan Ik Aye . .
Dooja Yaar Banayaa Jandaa Nai . . !
Maytho'n Yaar Bhulaaya Jaanda Nai . . !
Sir Rakh K Yaar Day Kadmaan Wich . . .
Mur Fayr Uthaaya Jaanda Nai . . !
Jad RAB , RaSOOL , Quraan Ik Aye . .
Dooja Yaar Banayaa Jandaa Nai . . !
……………………………………
"KASH" TUM SAMJH PATI"
"KASH" TUM
SAMJH PATI"
Kitna Chaha hai Tum ko,
Kitna manga hai Tum Ko,
Kis Qadar Mohabat hai,
Kis Qadar Zarorat Hai,
Kash Tum Samjh pati,
Jaan Ye Tumhari hai,
Hr Khushi Tumhari hai,
Dil lgi Tum hi sy hai,
Zindgi Tum hi se hai,
Kash Tum Samjh Pati,
Rooh ki Zarort ho Tum,
Dil Ki Ibadat ho Tum,
Meri Mohbt ho Tum,
Kash Tum Samjh Pati
Sirf Tum sy Mohbt hai,
Sirf Tum ko Chaha hai
Kash Tum samjh pati .
"KASH TUM SAMJH PATI".
Kitna Chaha hai Tum ko,
Kitna manga hai Tum Ko,
Kis Qadar Mohabat hai,
Kis Qadar Zarorat Hai,
Kash Tum Samjh pati,
Jaan Ye Tumhari hai,
Hr Khushi Tumhari hai,
Dil lgi Tum hi sy hai,
Zindgi Tum hi se hai,
Kash Tum Samjh Pati,
Rooh ki Zarort ho Tum,
Dil Ki Ibadat ho Tum,
Meri Mohbt ho Tum,
Kash Tum Samjh Pati
Sirf Tum sy Mohbt hai,
Sirf Tum ko Chaha hai
Kash Tum samjh pati .
"KASH TUM SAMJH PATI".
………………………………..
uss ne jab jab bhi mujhe
dil se pukara mohsin
maine tab tab yeh bataya ke hai tumhara mohsin
log sadyon ki khataon pe bhi khush baste hain
humko lamhon ki wafaon ne ujara mohsin
jab aa gaya ho ye yakin ab woh nahin aayega.
gham aur aanso ne diya dil ko sahara mohsin
vo tha jab paas toh jeene ko bhi dil karta tha
ab toh pal bhar bhi nahin hota guzara mohsin
uss ko paana toh muqadar ki laakeron mein nahin
uss ka khona bhi karen kaisa gavara mohsin

………………………..
No comments:
Post a Comment