Sad Poetry

Friday 28 June 2013

Dada & Dadi Funny SMS

Dada or dadi ne,apni jawani ke dino ko phir se yad kar ke manane ka socha, 
.
unho ney faisla kia ke hum phir drya kinare milangay, 
.
dada suba jaldi uth kar tyar ho ke, gulab le kar drya kinare pohncha, boht dair ho gayi dadi nahi ayi,wo ghusse me ghar aya, or phool phainkty howe bola, tum ayi kion nhi? 
.
Dadi sharmaty howe boli: 
.
Ammi ne jane nai diya
……………………………………………..

1 bacha khait main aalu nikalny mai dada ki help kar raha tha 
. 
.
boht thak gia tu bola: 
"aap ne yai sab zameen main dabaye he kion thay?"

…………………………………………..

No comments:

Post a Comment